Skip to main content

Suhane Se Din (Kavita)

Suhaane se din (Kavita) Umangon me dobe Jawani ke din Mehkti fizaye Suhane se din Mujhe yaad aate purane wo din Suhana Safar tha Suhane wo din Wo pehle August ko Titan me aana Nazren Mila ker fir nazren jhukaana Wo Tagert ki khatir bahar ko jaana Wo visa ki tension me office ko aana Wo mousam ki garmi jalate hame Per man ki wo aasha chalati hame Vo visa ki khatir fir Hr se milna Wo Kundan Sir se fir request kerna Wo Visa Mila to fir Target ki tension Wo TL ke gusse wa taane ka tension Ludhakta Raha Mai sambhalta Raha Sambhal kerke ke aage Mai badhta Raha.. Sambhalte huye fir mai Mashreq me aaya Waqas se ne mujko gale se lagaya Waqas Sir ki baatein mai sunta raha Sambhal kerke aage Mai badta Raha "Asad" Target ki tension na leta raha Bus mehnat se aage hi badhta Raha...

Comments

Popular posts from this blog

India is Great (Poem) Part -1

 

Watan Ke Shaheed (Poem)

 

India is Great (Poem)